Saare Sapne Kahin Kho Gaye
mohabbat palkon pe kitne haseen khawaab sajaati hai
phoolon se mehakt khawaab
sitaron se jagmagaat khawaab
shabnam se barast khawaab
phir kabhi yun bhi hot hai ki palko ki daaliyon se
khawaabon ke saare parinde
ud jaat hain aur aankhein veeran si reh jaati hain
saare sapne kahin kho gaye
haaye hum kya se kya ho gaye
saare sapne kahin kho gaye
haaye hum kya se kya ho gaye
dil se tanhaai ka dard jeeta
kya kahein hum pe kya kya na beeta
dil se tanhaai ka dard jeeta
kya kahein hum pe kya kya na beeta
tum na aaye, magar jo gaye
haaye hum kya se kya ho gaye
saare sapne kahin kho gaye
haaye hum kya se kya ho gaye
tumne humse kahin thi jo baatein
unko dohraati hain gam ki raatein
tumne humse kahin thi jo baatein
unko dohraati hain gam ki raatein
tumse milne ke din to gaye
haaye hum kya se kya ho gaye
saare sapne kahin kho gaye
haaye hum kya se kya ho gaye
koi shikva na koi gila hai
tumse kab humko yeh gam mila hai
koi shikva na koi gila hai
tumse kab humko yeh gam mila hai
haan naseeb apne hi so gaye
haaye hum kya se kya ho gaye
saare sapne kahin kho gaye
haaye hum kya se kya ho gaye