Agar Tu Hota
meri raahon mein pade
tere pairon ke nishaan
ne kaha, ne kaha
teri saanson se judi
meri saanson ki wafa
ne kaha, ne kaha
girte inn aansuon mein
kuch toh tujhsa lage hai
inn ashqon mein main na khota
agar tu hota to na rote hum
agar tu hota to na rote hum
agar tu hota to na rote hum
agar tu hota to na rote hum
paaon ko the mile zameen ki tarah
aankhon mein kyun hue nami ki tarah
dil ko tum kehte the khuda ka hai ghar
chhod ke kyun gaye ajnabi ki tarah
girte inn aansuon mein
kuch toh tujhsa lage hai
inn ashqon mein main na khota
agar tu hota to na rote hum
agar tu hota to na rote hum
agar tu hota to na rote hum
agar tu hota to na rote hum
bin tere dekh main, zara sa lagun
gham se hi aaj kal, bhara sa lagun
chhod de saath na, zindagi meri
soch ke baat ye, dara sa lagun
girte inn aansuon mein
kuch toh tujhsa lage hai
inn ashqon mein main na khota
agar tu hota to na rote hum
agar tu hota to na rote hum
agar tu hota to na rote hum
agar tu hota to na rote hum