Roots

Emiway Bantai

[Intro]
Citron

[Verse 1]
Waise asli bolte sab, pehchano yahan pe kaun real
Di inhe gyaan hota nahi sell main cheap
They might have conned in real (Mitochondria)
Biology lage verse mera, disect kara rapperon ko
Keede-makode 'Cause I was born real
No cap khulle baal leke
Rap scientist versatile
Experiment chalu in the lab (Chalu hai!)
Jab bhi gaane drop haters karte react
"Tu hai whack"
Beta leke ghoomun lakhs in my bag (Haq se!)
Itna paisa main kamaya isi qala se
Gala se niklega ye awaz toh tu khallas hai (Khatam!)
Class hai tera bhai
Beta tapori boli ko aaj market mein bana dala classic

[Bridge]
Apun apne roots nahi bhoolte
Kya lala? (Kabhi nahi)

[Refrain]
Heera gale mein, badan pe pehne suit
Rich life beta thali mein sirf kaju-badam fruits (Rich life!)
Underground se main aaya mainstream
Fir bhi baatein hai sadak ki kyunki bhula nahi main roots (Kabhi nahi!)
Heera gale mein, badan pe pehne suit
Rich life beta thali mein sirf kaju-badam fruits (Rich life!)
Underground se main aaya mainstream
Fir bhi baatein hai sadak ki kyunki bhula nahi main roots

[Verse 3]
Haan!
Bhul nahi kaun main, pata nahi kaun main
Pehchano saath mein enemy kaun hai
Kill karun scene mein, bana main criminal
Jaise main Jeffrey Dahmer
Serial killer main king kong
Gorilla brother fly
Udo high, khud se karo khada piller (Caterpillar)
Bohot haar dekh ke aaya hun yahan tak
Abhi haarega nahi bhai rahega lifetime winner

[Refrain]
Rahunga main life time winner
Kaise rahunga main tere bina (For real)
Scene hai adhura mere bina bohot
Haan Malum Hai Na kitna main kamina
Yeh jagah maine liya, main na cheena
(Kabhi nahi)
Gaane diya maine har mahina (Har mahina)
R.I.P. to all the label artist (R.I.P.)
Labels sune har ek mera kehna

[Verse 4]
Antophill se worlwide, ab jaane pura world bhai
Jisne kuch ukhada nahi, woh aake dete advice
Bohot wise bheje se, tu nice toh main bohot nice
Aankhein khuli meri aur khulela mera third eye (Third eye)
Sab kuch dikhta hai, kaun yahan shaatir hai
OG meri gang, ek call pe sab haazir hain
Kabhi hara nahi, sirf maarta gaya baazi main
Koshish meri jaari hai ki ban jaun namazi main

[Outro]
Sab uska diya hua hai
Sab uski rehmat hai
Haan, tab jaake Bantai ki public is Bantai se sehmat hai
Malum Hai Na

Wissenswertes über das Lied Roots von Emiway Bantai

Wann wurde das Lied “Roots” von Emiway Bantai veröffentlicht?
Das Lied Roots wurde im Jahr 2023, auf dem Album “King Of The Streets” veröffentlicht.

Beliebteste Lieder von Emiway Bantai

Andere Künstler von Old school hip hop