Bali ki Kahani
Hum..hey..haa laa laa
Kai sadiyon purani
Hai ye ek kahani tumko suna ni
Tumko suna ni
Dharti par swarg thaa
Khushiyon ka nagar thaa
Sab achha thaa
Kisi ka na dar thaa
Woh kaunsi jagah hai papa
Bali bali bali har taraf hariyaali
Bali bali bali jagmagati diwaali
Bali ki khaani tumko suna ni
Dharti par swarg thaa
Khushiyon ka nagar thaa
Sab achha thaa
Kisi ka na dar thaa
Bali bali bali har taraf hariyaali
Bali bali bali jagmagati diwaali
Bali ki khaani tumko suna ni
Rangda chudel ka khooni saaya
Rangda chudel ka khooni saaya
Saare bali par mandaraya
Bhoot pishacho ke sang milke bali ko
Narak banaya narak banaya
Aur is prakaar rangada se tang aakar
Bali ke rajkumaar aur nivaasio ne milke
Maha shakti shali varong se madaad mangi
Aur phir shuru hua varong rangda ke beech
Ek ghamashan bhayankar mahayuddh
Lekin ant mein varong ki hi jeet huyi
Bas tab se varong bali ke devata bangaye
Aur aaj bhi bali mein varong ki puja ki jaati hain
Ye hain bali