Jazbaat
Dil diya khol mene
Jo mujhe bolna tha
Ajj diya bol mene
Jyada ni karta me baat
Tabhi likhta jazbaat
Or likh diya bhot mene
Zindagi asaan nhi
Lena ehsaan nhi
Do chehre wale log
Ye koi insaan nhi
Samne ye sath hai
Peeth piche saanp hai
Daste hai haste hai
Inka koi imaan nhi
Ye koi duniya nhi
Hai ye dal dal
Ghar nhi ghar par
dil ko mai bhar kar
Panne likhu bhar bhar
Mic me bad bad
Nasha mere ser per
Or Suroor tere ser pe
Shayrana mizaz
Zahir si h baat jab
Zahir kru baat mai
Samajh na pana
Mujhe Inka rewaz
Samajh nhi ata
Mujhe inka samaj
Gade sare raaz mere
Khod diye barz mene
Bhot ki awaaz mene
Bhot kiye ilaaz mene
Darne ki baat bhi h
Dar lagna lazmi h
Log sare lalchi hi
Bhot jyada alsi h
Phuk liya maal mene
Mujhe kuch yaad nhi h
Bhul bhi gaya to
Esi koi baat nhi h
Baate sari kagzi h
Present future past ki h
Adate shaitan ki h
Kehte khudko aadmi h
Baate ye imaan ki h
Mujhpe illzam ki h
Mere ill kaam ki h
Ghadi imtehan ki h
Bante sare gadhi h
Lekin sare kaandi h
Rooh inki kampti h
jab mera bass gire
Andhi h andhi h
Chandi h chandi h
Yaar tera kranti h
Mujhe or kaam bhi h
Dil diya khol mene
Jo mujhe bolna tha
Ajj diya bol mene
Jyada ni karta me baat
Tabhi likhta jazbaat
Or likh diya bhot mene
Dil diya khol mene
Jo mujhe bolna tha
Ajj diya bol mene
Jyada ni karta me baat
Tabhi likhta jazbaat
Or likh diya bhot mene
Dil diya khol mene
Jo mujhe bolna tha
Ajj diya bol mene
Jyada ni karta me baat
Tabhi likhta jazbaat
Or likh diya bhot mene