KAALE KAARNAME

Nihar Hodawadekar

Kali gadi kale sheeshe kale karname
Chokaro ne mara rakhi thodi thodi jaam hai
Woofero mein baje rafi kishore ke gane
Log gharome batein kare ke ye ladke hai mawali

Holdup bitch
Ladke mere denge seedha ghoda kheech
Time dekha ghadi mein hai 16 20
Hathome hai rolie mere 9 lakh ki
Wannabe tu gangster hai bhai karle thoda chill
Utha tu mujhpe sawal pr mai quora nahi
Tujhse bhi tezz meri goli toh tu daudna nahi
Contra gang meri dakhawu tula konami
Ye teri shanpatti rakh thodi hold pe
Adhe se jyada ladkope chalu courtcase
Hum launde koi dhundte nahi totke
Dete apan 100 takke isme hai no debate
Pichwade me tu lele tera fame ghusa bhaiyya
Jo tu khel khelna chahraha mai wo khel chuka bhaiya
Shane mujhe mera name bada krna jaise chinnaswami muttuswami vyengopal iyyer

Kali gadi kale sheeshe kale karname
Chokaro ne mara rakhi thodi thodi jaam hai
Woofero mein baje rafi kishore ke gane
Log gharome batein kare ke ye ladke hai mawali

Inki maut ke liye mera pen zimedar
And they aint gangsters they pretend to be hard
Dekhlo ge chaar mera name lo ekbar
Seedha pull up kare shooters mere
Benzo mein char
Unke aim boht hi hard seedha head ko de faad
Teri dead body gaad ke wo sheher se farar
Ek duni do nahi ek duni chaar
Paiso ki nahi agar baat toh fir main door hai bahar
Chal nikal sehte nahi hum toxicity
Ghuste gharme jaise naukri karte house keeping ki
You know show pe karaunga mai moshpiting bhi
Tabtak sunte raho mujhe jaise boss ki chik chik
Chai ke sath chahiye gold ke busicuit
Hatero ko denge massal no Body building
Meri shanti ko lena nahi lightly
Ye na ghadi ki avaz yeh hai bomb ki tik tik

Kali gadi kale sheeshe kale karname
Chokaro ne mara rakhi thodi thodi jaam hai
Woofero mein baje rafi kishore ke gane
Log gharome batein kare ke ye ladke hai mawali

Wissenswertes über das Lied KAALE KAARNAME von Nazz

Wer hat das Lied “KAALE KAARNAME” von Nazz komponiert?
Das Lied “KAALE KAARNAME” von Nazz wurde von Nihar Hodawadekar komponiert.

Beliebteste Lieder von Nazz

Andere Künstler von Psychedelic rock