Haye Ri Duniya
Haye ri duniya
Haye ri duniya jaalim hai yo ka ka karti jaye
Haye ri duniya
Arey Haye ri duniya jaalim hai yo ka ka karti jaye
Haye ri duniya
Kitna sambhala dil ko
Phir bhi na aaya bass mein
Jaa fas baitha changul mein
Haye ri duniya
Ik pal ko maare taane
Dooje pal daale daane
Is laalach ke jungal mein
Haye ri duniya
Arey Haye ri duniya girgit si yo ka ka rang dikhaye, Haye ri duniya
Ye duniya badi bc hai
Kaun saanp banke khada kaun tera dost hai
Ye tere hisse ka khaye bina afsos kiye
Ek tu hi tera saga baki naqab posh hain
Yahan chehre ke piche aur kayi chehre yahan
Kaun chale chaal kaun chale sath tere yahan
Kiski mehnat se jali aag ko kaun seke
Bhagwan bane khud ab ye naak bhi na teke
Jeevan deta sabko mauka sahi galat ka
Apni khud ki madad ka, jeevan ek sabak haan
Moh maaya dekh bhatak na
Vashna pe jhapat na, hoja thoda khabardar
Aakhirat mein hogi tujhse poochtaach
Aina dikhayega tu kitna saaf kitne paap
Jannat ya jahannum kitne haqdaar kiske yaar
Tol ke milega jab hisab lega sabka baap Ishwar
Ik pal ye raas rachaye, dooje pal naas machaye
Kitni dafa mujhe tadpaye re duniya
Haye ri duniya jalim hai more sitam kaleje dhaye
Haye ri duniya dil ke tukde noch noch ke khate
Haye ri duniya
Haye ri duniya