TUTE KHWAAB
Tute hue khwaabo ne
Hamko ye sikhaya hai
Dilne
Dilne jisse paya
Usko hi khokar bhete ham
Khaai hai thokar hai ghehre zakham
Chaati hai khokli dhua aur dam
Jab gair ki bahome soye sanam
Aur toote wo dekhe saare bharam
Ek bani tu ek bana mein
Afsos ke na bache ham
Tu thi meri chandani chandani
Suni lagi raat bhi raat bhi
Kaise tu aafasi aafasi
Zuti lage sajishi sajishi
Kya mile mujhe maafibhi
Teri orse
Ye khayaal sineme yu nochte
Kaise bethe tum sab bhoolke aur
Kaise tum sabkuch ye chor gaye
Na ek pal bite koi jisme na tera
Zikar
Na ek pal bite koi jisme na teri
Fikar
Na bhoolu wo khusbhoo tere badan ki
Kaisa wo tera ittar
Samet ke yaade me betha hu phir me khudi hu jata bikhar
Phir bhi
Tutke judke dar pe tere kyu hai
Khudse Lootne aata mebhi muft me
Dost bhi tere door se dekh ke luft le
Hota Mehsoos jeeta tu ghut ghut ke
Na tu to me to kiska ye Kasoor hai
usool ye bhool ham bhi jaare doob te
Waqt ret dhool jaara chut ye
Phir khudse ruthke chat pe phooke sutte
Keh na boht kuch par Kya tu Sunta ?
Me pagal ban tujhko hi doond ta
Halaat kuch esi aaj banjar dil registaan
Tu wo miraaj paas hoke bhi door sa
Ek hi wajah jo mera guroor tha
Tu Kya ? jab me na raha hu khudka
Mangu me tujhko in raatome, kar dua
Haasil ho mujhe phir Taraa ek toot ta
Aakhiri
Kaash hoti ye raat meri
Aakhiri
Kagaazi
Kash hoti kahani ye
Kaagazi
Naa bani
Kaash hoti tu meri yu
Naa bani
Nadaani
Na kar bet te ham bhi yu
Naadani
Ek tu na mila sari duniya mile bhi to
Kya hai
Ek tu Na mila