Maana Ke Hum Yaar Nahi (feat. Parineeti Chopra)
maana ke hum yaar nahin
lo tay hai ke pyaar nahin
maana ke hum yaar nahin
lo tay hai ke pyaar nahin
phir bhi nazrein na tum milaana
dil ka aitbaar nahi
maana ke hum yaar nahi
raaste mein jo milo toh
haath milaane ruk jaana
ho
saath mein koi ho tumhare
door se hi tum muskaana
lekin muskaan ho aisi
ki jisme ikraar nahi
lekin muskaan ho aisi
ki jisme ikraar nahi
nazron se na karna tum bayaan
woh jisse inkaar nahi
maana ke hum yaar nahi
phool jo band hai panno mein
tum usko dhool bana dena
baat chhide jo meri kahin
tum usko bhool bataa dena
lekin wo bhool bhi ho aisi
ke jisse bezaar nahin
lekin wo bhool bhi ho aisi
ke jisse bezaar nahin
tu jo soye toh meri tarah
ik pal ko bhi karaar nahin
maana ke hum yaar nahi
kisi daraaz ke kone mein
teri tasveer mili hai
phir wahi kaanton ka safar
wahi phoolon ki gali
wahi phoolon ki gali