Shart
sadkon pe chahe mahlon mein rahe
jitne bhi chahe pehron mein rahe
koi hume kabhi kar paye na juda
girja mein nahi mandir nahi
kisi dargah ke dar par nahi
dekha maine tere chehre mein hi khuda
apne milan ki kahani
adhuri rahi to adhuri sahi
tere alava na chahu kisi ko
ye shart khud se rakhi
maine shart khud se rakhi
sadkon pe chahe mahlon mein rahe
jitne bhi chahe pehron mein rahe
koi hume kabhi kar paye na juda
girja mein nahi mandir nahi
kisi dargah ke dar par nahi
dekha maine tere chehre mein hi khuda
nazdeeq se chahton ke
dave toh humne kiye
par door reh ke hi samjhe
tum kya ho mere liye
ho nazdeeq se chahton ke
dave toh humne kiye
par door reh ke hi samjhe
tum kya ho mere liye
ek baar tumse bichhde to jana
kimat kya hai pyar ki
tere alava na chahu kisi ko
ye shart khud se rakhi
maine shart khud se rakhi
sadkon pe chahe mahlon mein rahe
jitne bhi chahe pehron mein rahe
koi hume kabhi kar paye na juda
girja mein nahi mandir nahi
kisi dargah ke dar par nahi
dekha maine tere chehre mein hi khuda
mushqil hai aana tumhara
mana ye shak hai mujhe
phir bhi bichhai hai palke
itna to haq hai mujhe
ho mushqil hai aana tumhara
mana ye shak hai mujhe
phir bhi bichhai hai palke
itna to haq hai mujhe
takdir se bhi ladke rahega
zid hai tere yaar ki
tere alawa na chahu kisi ko
yeh shart khud se rakhi
maine shart khud se rakhi