Kaala Jaadoo
Aake sapno mein daraye
Bhulaane ki bani dawa ek
Ki saari kaali kardun yaadein ab
Karna Chahun par na maane mann
Gaane uske liye gaaye
Vaise toh voh dard mitaate
Iss baar kalam kaape jab
Bhi sochun joh the kiye vaade
Yeh bhi sochun main, ki fark na padta usko padta usko aaj
Phir bhi aisa neech, uske sar pe rakha taaj
You make me hate myself
Whenever i try to make amends
Sach pata ke, shayad voh sun ke hass de baat
Jab main bolun we would have always been enough
Kismat khel khele
It will never be the same again
Toh ujda ab tu, Panchi bann pinjra todu
Yaadon se muh main modun
Mujhse tu azaad
Par yeh bhi jaanu, ki mann ab bhi bekaabu
Yaad joh thoda jaadoo, mujhpe tha hua
Kaala jaadoo jaadoo yeh
Bekaabu Kaabu main
Kaala jaadoo jaadoo yeh
Bekaabu main
Vaise yaad ab na aaye
Bhulaane ki joh thi dawa ek
Hai saari kaali kardi yaadein ab
Phir bhi mann ab bhi kaapein jab
Uska chehra dikh jaye
Dil samajh na paaye
Thoda khud ko daraye tab
Bole jaa ab udd re
Toh ujda ab tu, Panchi bann pinjra todu
Yaadon se muh main modun
Mujhse tu azaad
Par yeh bhi jaanu, ki mann ab bhi bekaabu
Yaad joh thoda jaadoo, mujhpe tha hua