PANKH

SPARROW, Sparsh SPARROW

Toh hauslo se fella le pankh
aur karmo se bharenge dam
Na koi vehem khudpe yakeen
Toh faslo se darte kyu hum har zakhm naa lagti malham
Na koi rehem khudpe yakeen

Bharte dam gehra Band aankhe nam chehra
Chalte Jaa Raha har sahara chuttha jaise fan pe fan kadam pe
Khulli aankho ke ye sapne mujhse bole khoye hum hain
Kyu uthta lava man mai mere har ek janamdin pe
Nahi hai samay mere paas
Na aam jeena raas na santushti ki aas mujhme
Koi na Kami kuch na khaas jisme
Jata mai hai ganga teri fir kyu itni pyaas mujhme
Khoya Jaat se bhi Sai vaala dharm hai
Sakaratmak karam aur nakaratmak khoon bole
Dena sabko Lena nai kisi ka iss Janam mai
Aawara panchi mera dam lagra pankh mai
Banta Ganda sakht mai asal mai Banda dhaab ye
Mazdoor saath vaale seekhi mehnat har halaat mai
Na peeche hatne vaale, na peeche dikhne vaale
Hain raaste angaare par
Nange talwo pe chuenge na taare

Toh hauslo se fella le pankh
aur karmo se bharenge dam
Na koi vehem khudpe yakeen
Toh faslo se darte kyu hum har zakhm naa lagti malham
Na koi rehem khudpe yakeen

Kya hua fir jo nahi hai koi saath mai toh
Kya hua fir jo lada mai jazbaat se toh
Kya hua fir jo naapa nai uss khwab ko
Aukat se Kya hua fir mukarta har uss baat se jo
Dilati hai ehsas mai insan nahi hun khaas koi
Fellane vaale par nai mere jaise middle class koi
jeete saare sapne laash karke
Mai kyu hun khada usii jagah pe nirash banke
Jo maine dekha hai wo ye hai mai hun alag toh
Pyasa hun aisa kam padega chhuna falak ko
Bhujane betha wo upar se har dam kehta wo
Jaat se jo khoya tere khoon se millega wo
Milti sirf gaddari par chalna jaise Gaddafi
Koi man ka milta sacha nai toh kisi ka bhi rakhta nai
Toota jo aaj agar taara toh
Dekhunga nazare ko na dhundu koi Sahare ko abb

Toh hauslo se fella le pankh aur karmo se bharenge dam
Na koi vehem khudpe yakeen
Toh faslo se darte kyu hum l har zakhm naa lagti malham
Na koi rehem khudpe yakeen

Beliebteste Lieder von Sparrow

Andere Künstler von Alternative rock