Mere Yaar Mila Hai Sang Tera
sun woh mere ranjhiya, yeh preet badi dukhdaayi
ismein kharcha jaan ka, aur gum ki mile kamaayi
ni sa re ma re sa - 3 pa ma re sa
ni sa re ma re sa - 3
dil ke taar baj baj ke yaar kehte hai pyaar mujhe tujhse pyaar
dil ke taar baj baj ke yaar kehte hai yaar aaja
[(ho mere yaar mila hai sang tera
main shukr karaan hardum tera) - 2
koi hor nahi hun kam mera - 2
main teri dhun mein
(main teri dnun mein kho gaya
teri isqh mein ranjha ho gaya) - 2] - 2
(jeena hai mujhe jeene ke llye
meri jaan main tujhpe marta hoon)
haaye sadke soniya
jeena hai mujhe jeene ke llye
meri jaan main tujhpe marta hoon
iss tere kitaabi chehare ko
geeta ki tarah main padhata hoon
yeh ishq tera yeh ishq mera - 2
lagta hai saanjha ho gaya
dil teri dhun mein
(mein teri dhun mein kho gaya
teri ishq mein ranjha ho gaya) - 3
(sun jaaneman, sun jaaneman
abb dil yeh kahin nahi lagta hai) - 2
deedar tera jab karata hoon
thoda sa sukuun tab milta hai
main dor dor chaahat ki dor - 2
to preet ka manjha ho gaya
mein teri dun mein
(mein teri dun mein kho gaya
teri isqh mein ranjha ho gaya - 2
ho mere yaar mila hai sang tera
mein sukr karan hardum tera) - 2
koi aur koi hund kam mera - 2
mein teri dun mein
mein teri dun mein kho gaya
teri isqh mein ranjha ho gaya - 2