Lag Na Jaaye Nazar
Lag na jaaye koi nazar,
Tum aise na itaraya karo,
Phoolon ke khaakh hote jigar
Tum aise na sharmaya karo
Lag na jaaye koi nazar
Tum aise na itaraya karo
Bach bach ke chalo tum zara,
In nazaaron se ae dilruba,
Kahin le na yeh tumse chura
Yeh Khushboo yeh mast ada
Deewane hue, hue bekhabar
Tum aise na nazrein uthaya karo
Lag na jaaye koi nazar
Tum aise na itaraya karo
Saj dhaj ke chale ho kahan, tum kahan
Chand ki neeyat hai jaane kya
cpne pyar ka charcha ho raha
Har taraf har jagah har disha
Chhoote saare ke saare sabar,
Tum aise na khud ko sajaya karo
Lag na jaaye koi nazar
Tum aise na itaraya karo