Ve Darzi

Soham Naik, Meer

O kuch aise humne unse
Apni wafa nibhai hai
Apni wafa nibhai hai
Apne haatho se hi
Apni chita sajai hai
Apni chita sajai hai

O jitne dene the jakham
Zindagi ne de diye
Ve darzi see de ek kafan
Mohobbat ke liye
Mohobbat ke liye

Dil ki kabr mei aaj
Isey hum dafnayenge
Ha bewafa hai yaar
Toh bichad jaayenge
O humne zeher dard ke
Pyaale bhar ke hai peeye
Ve darzi see de ek kafan
Mohobbat ke liye

Jism wali duniya mei
Dil ki kise jarurat hai
Seene pe ho til jiske
Wohi ladki khoobsurat hai
Wohi ladki khoobsurat hai
Ye usool hai pyaar ka
Waah ji waah mere yaar ka
Dekhna ek din ishq ke
Naam se darenge log
“ Meer “ murdabaad
Murdabaad kahenge log

O ab maar do maula mujhe
Hum bahot jee liye
Ve darzi see de ek kafan
Mohobbat ke liye

Dil ki kabr mei aaj
Isey hum dafnayenge
Ha bewafa hai yaar
Toh bichad jaayenge
O jitne dene the jakham
Zindagi ne de diye
Ve darzi see de ek kafan
Mohobbat ke liye

Wissenswertes über das Lied Ve Darzi von सोहम नाइक

Wer hat das Lied “Ve Darzi” von सोहम नाइक komponiert?
Das Lied “Ve Darzi” von सोहम नाइक wurde von Soham Naik, Meer komponiert.

Beliebteste Lieder von सोहम नाइक

Andere Künstler von Film score