Woh Hata Rahe Hain Pardah

ALAM BAIG, FARRUKH ALI KHAN, NUSRAT FATEH ALI KHAN

Woh hata rahe hain parda
Woh hata rahe hain parda
Sar-e-baam chupke chupke

Woh hata rahe hain parda
Sar-e-baam chupke chupke
Mein nazara kar raha hoon
Sare-e-shaam chupke chupke

Ye jhuki jhuki nigaahein
Ye hasein hasein isharay
Mujhe de rahe hain shayed
Woh payam chupke chupke

Na dikhaao chalte chalte
Yun kadam kadam pe shokhi
Koi katl ho raha hai
Koi katl ho raha hai
Sar-e-aam chupke chupke

Kabhi shokhian dikhana
Kabhi un ka muskurana
Yeh adaaein kar na dalein
Mera kaam chupke chupke

Ye jo hichkiyan musalsal
Mujhe aa rahi hain alam
Koi le raha hai shayed
Koi le raha hai shayed
Mera naam chupke chupke

Woh hata rahe hain parda

Wissenswertes über das Lied Woh Hata Rahe Hain Pardah von Nusrat Fateh Ali Khan

Auf welchen Alben wurde das Lied “Woh Hata Rahe Hain Pardah” von Nusrat Fateh Ali Khan veröffentlicht?
Nusrat Fateh Ali Khan hat das Lied auf den Alben “Love Songs” im Jahr 1992 und “Dam Mast Qalandar & Other New Hits” im Jahr 1992 veröffentlicht.
Wer hat das Lied “Woh Hata Rahe Hain Pardah” von Nusrat Fateh Ali Khan komponiert?
Das Lied “Woh Hata Rahe Hain Pardah” von Nusrat Fateh Ali Khan wurde von ALAM BAIG, FARRUKH ALI KHAN, NUSRAT FATEH ALI KHAN komponiert.

Beliebteste Lieder von Nusrat Fateh Ali Khan

Andere Künstler von World music